Sheir Ka Hussn Ho Naghmo Ki Jawani Ho Tum

 

Poet Sahir Ludhianvi 

 

Sheir Ka Hussn Ho Naghmo Ki Jawani Ho Tum,

Ek Dharkti Hoi Shadaab Kahani Ho Tum,

Aankh Aisi K Kanwal Tum Se Nishani Mange,

Zulf Aisi K Ghata Sharm Se Pani Mange,

Jis Taraf Se Bhi Nazar Dalo Suhani Ho Tum,

Jisam Aisa K Ajnata Ka Amal Yad Aaye,

Sang-E-Mar Mar Mein Dhala Taaj Mehal Yad Aaye,

Pigle Pigle Howay Rangon Ki Jawani Ho Tum,

Sheir Ka Husn Ho Naghmon Ki Jawani Ho Tum................!

Page 299 

 

Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai