Sun Ay Saqi Chala De Saghar Aana Sehal Tha Dil Ka

Poet HAFIZ SHEERAZ

Sun Ay Saqi Chala De Saghar Aana Sehal Tha Dil Ka,

Magar Ab Ishq Mein Hai Samna Mushkil Py Mushkil Ka,

Jo Boo-E-Nafa Ttary Sy Saba Pichhly Ko Khol Aaye,

Bhary Bil Zullaf Mashkein Peech Kaya Kaya Khaye

Khoon Dil Ka,

Musla Rang Ly My Sy Agar Peer-E-Mugha'n Keh Dy,

Samjh Rehbar Ko Na'Waqif Na Rasam-O-Raah Ka,

Ye Kali Raat Toofan Sar Py Munh Pharry Bhanwar Aagy,

Dil Is Bapta Ko Jany Kaya Sab'Karan-E-Saahil Ka,

Huye Khud Eman Kamo'n Mein Aakhir Waja Ruswai,

Raha Kab Raaz Bn Kar Mashwro'n Mein Naqul-E-Mehafil Ka,

Hamein Kaya Manzil-E-Janaa'n Mein Luttaf-E-Aman-O-Aashaish,

Jaga Dy Har Gharri Gharriyal Bandho Band Mehmal Ka,

Hazoori Chahe Gar HAFIZ To Rakh Paish-E-Nazar Us Ko,

Usy Daikhy To Dunya Chhorr Dy Ye Phaink Dy Jhalka...!


Gzl Number 1

No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo