Hum Mar Jain Gay Ek Din Dekh Lena, Ro Do Gay Bahut Us Din Dekh Lena,



Poet Ibn-E-Insha
Hum Mar Jain Gay Ek Din Dekh Lena,
Ro Do Gay Bahut Us Din Dekh Lena,
Dunia Mein Hain To Parwa Nahi Humari,
Chor Jain Gay Dk Din Ye Dunia Dekh Lena,
Aanso Chupate Phiro Gay Sab Se,
Itna Hum Aain Gay Yad Dekh Lena,
Kuch Yadein Meethi Meethi Si Bahut Satain Gi,
Tum Khud Ko Na Rok Pao Gay Dekh Lena,
Maana K Kuch Nahi Hain Aaj Hum Tumhare Liye,
Kal Tumhare Liye Ek Yad Ban Jain Gay Dekh Lena.............!
Page 67

Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai