Kam Fursti-E-Khawab-E-Tarb Yad Rahe Gi

POET NASIR KAZMI


Type bY

UJRRA_DIL


Kam Fursti-E-Khawab-E-Tarb Yad Rahe Gi,


Guzari Jo Tere Sath Wo Shab Yad Rahe Gi,


Har-Chand Tera Ehd-E-Wafa Bhool Gaye Hum,


Wo Kashm-E-Kash-E-Sabar Talab Yaad Rahi Gi,


Seeny Mein Umngon Ka Wahi Shor Hai Ab Tak,


Wo Shokhi-E-Yak-Janbsh-E-Labb Yaad Rahi Gi,


Phir Jis K Tasvur Mein Barsny Lagi Aankhein,


Wo Barhmi-E-Suhbbat Yaad Rahy Gi,


Go HIJAR K LAMHAT Bohat Talakh Thy Laikin,


Har Baat

Ba-Unwan-E-Tarbb Yaad Rahy Gi......!


Book

Barg-E-Nay


Page 61

No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo