Saba Ye Kehna Zara Us Ghazal-E-Raina Se

Poet Khawaja Hafiz Sheeraz

Type bY

UJRRA_DIL

Saba Ye Kehna Zara Us Ghazal-E-Raina Se,

Keh Khoob Thokrein Khilwaein

Koh-O-Sehra Sy,

Jaisy Malhi Agrcha Dareegh Rakhta Hai,

Shakar Farosh

Shakar Totti

Shakar Kha Sy,

Ghuroor-E-Hussan Ny Roka Magar Tujhy Ay Gul,

Keh Baat Karta Koi Indleeb-E-Sheeda Sy,

Hai Sayyd-E-Ahl-E-Nazar

Hussan-E-Khulaq Sy Mumkin,

Chhupaty Dam Hain

Sayaad Murgh-E-Dana Sy,

Jo Baitho Ba May-O-Mashooq To Samjh Laina,

Hamein Bhi Apny Hareefan-E-Bad'Ha Paima Sy,

ILLAHI Chhoot Gaya Rang-E-Aashnai Kaya,

Sahi Qadan-E-Siya Chasham-O-Maah-E-Seema Sy,

Kami Hai Hussan Mein Koi To Ye Keh Khal-E-Fawa,

Gira Hai Chhut K Kahein Us K Roo-E-Zeeba Sy,

Ajab Nahein Jo Falak Par Ghazal Ye HAFIZ Ki,

Sunaye Zuhra

Ba-Pa Raqas Ho Maseeha Sy.......!

.

Book

Deewan-E-Hafiz

Page 58 59

Gzl Num 12

No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo