Sada-E-Raftgan Phir Dil Se Guzari Nigah-E-Shoq Kis Manzal Se Guzari

POET NASIR KAZMI


Type bY

UJRRA_DIL


Sada-E-Raftgan Phir Dil Se Guzari,


Nigah-E-Shoq Kis Manzal Se Guzari,


Kabhi Roye Kabhi Tujh Ko Pukara,


Shab-E-Furqat Bari Mushkil Se Guzari,


Hawa-E-Subha Ne Chonka Dia Youn,


Teri Aawaz Jaise Dil Se Guzari,


Mera Dil Khogar-E-Toofan Hai Warna,


Ye Kashti Bar'Ha Sahil Sy Guzari.......!

.

Book

Barg-E-Nay


Page 58

Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai