Zara Zulf-E-Barham K Kham Dekhna Talatuf Ba Rang-E-Sitam Dekhna

 

Poet Wasif Ali Wasif 

 

Zara Zulf-E-Barham K Kham Dekhna,

Talatuf Ba Rang-E-Sitam Dekhna,

Na Jana Mujhe De K Gham Dekhna,

Tujhe Par Na Jaye Alam Dekhna,

Mujhe Yad Hai Wo Qayamat Abhi,

Tera Mur K Har Har Qadam Dekhna,

Badal Jaye Ga Too Bhi Meri Tarha,

Wo Kehte Hain Mujh Se Sitam Dekhna,

Shikayat Na Kar Gardis-E-Waqt Se,

Nahi Lutf Ka Muntazir Aik Too,

Hai Dunia Ko Un Ka Karam Dekhna............!

 

Page (S.B.) 

 

Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai