Dil Lagane Ki Hum Ko Mili Ye Saza

Koi Apna Bana K Dagha De Gia lYric

 

 

Singer Attaullah Khan 

 

Dil Lagane Ki Hum Ko Mili Ye Saza,

Koi Apna Bana K Dagha De Gia,

Mujh Se Jeene Ka Haq Cheen Kar Zindagi Ki Dua De Gia,

Bewafa Ne Tor Di Jab Pyar Ki Pehli Qasam,

Us Ki Zulfain Thi Preshan,

Meri Bhi Aankhain Thi Num,

Waqt-E-Rukhsat Bewafa Ne Mujh Pe Dhaye Ye Sitam,

Ek Tasweer K Us Ne Tukre Kiye,

Meri Soorat Ka Hisa Mujhe De Gia,

Dil Lagane Ki Hum Ko Mili Ye Saza,

Koi Apna Bana Ke Dagha De Gia

Waqt K Be Reham Hathon Luti Thi,

Meri Jageer Main Ne Dekha,

Jab Usay To Wo Meri Tasveer Thi,

Us Ne Mujh Ko Jo Dia Hai

Wo Meri Taqdeer Thi,

Tuhfe Ghairon Ko Us Ne Wafa K Diye,

Bewafai Ka Qisa Mujhe De Gia,

Kash Hum Bhi Ishq Ki Tuhmaton Se Khailte,

Apni Ye Qismat Kaha K Gaisoun Se Khalte,

Dil Jalon Ko Main Ne Dekha Aanso'on Se Khailte,

Apna Sab Kuch Ganwan K

Main Rota Raha,

Koi Chahat Ka Acha Sila De Gia,

Ek Din Main Ne Us Bewafa Se Milne Ko Chaha,

Ek Nazar Dekha Mujhe To Kar Li Phir Neechi Nigah,

Main Ne Poocha Sadiq Us Ne Muskra K Kaha,

Ab k Bichre Mile Gay Hashr Mein,

Mujhe Hashr Ka Dilasa De Gia

Dil Lagane Ki Hum Ko Mili Ye Saza,

Koi Apna Bana Ke Dagha De Gaya.................! 

 

Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai