Kaise Lekhon Mein Tere Gham K Fasane Ko

 

Poet Ayaz Khan

Typ By

*.__Ayaz Khan__.* 

 

Dedicated To My Daughter

ZARMEEN KHAN KHATAK 

 

Kaise Lekhon Mein Tere Gham K Fasane Ko,

Mere Aansoon Se Ho Gi Khabar Zamane Ko,

Dua Mangi Thi Hum Ne K Chaman Mein Bahar Aaye,

Koi Phool Khushbu Se Mehkaye Mere Aashiyane Ko,

Shama To Jali Thi Par Bujh Gai Zara Si Hawa Se,

Hasrat Hi Rahi Marne Ki Us Par Is Parwane Ko,

Tanha Chorr Gai Wo Humain Gham K Shehr Mein,

Us K Bad Ashkon Se Sajate Hain Hum Ab Gham Khane Ko,

AYAZ Jitna Bhi Ro Lo Taqdeer Ka Lekha Mit Nahi Sakta.

Dua Karo K Phir Koi Gham Na Aaye Dil Dukhane Ko.........!

Note

Ye M.AYAZ KHAN Ne Apni Beti K Death Pe Create Ki Hai.

 

No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo