Mohabbat Ka Anokha Kafala Hai Is Ka Har Musafir

 

 

Poetess Fakhra Batool 

 

Mohabbat Ka Anokha Kafala Hai,

Is Ka Har Musafir Loot Raha Hai,

Ta'aluq Jorna Acha Hai,

Kitna Ta'aluq Torna Kitna Bura Hai,

Mere Chehre Pe Ye Khilta Ujala,

Teri Nazrein Thehrne Se Mila Hai,

Judai Rutt Jaga Karb-E-Musalsal Chalo,

Tum Ne Mujhe Kuch To Dia Hai,

Kari Har Gham Khe Milti Hai,

Ise Se Tumhari Yaad Kha Jo Silsila Hai

Mera Daaman Magar Phir Bhi Hai,

Khali Bazar-E-Sahin Phoolon Se Bhara Hai,

Mere Chaaro Taraf Andhar Naghri,

Mere Haathon Mein Maati Kha Diya Hai........!

 

 

No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo