Parbat Parbat Urre Phire Hai Man Panchi Be Chain

 

 

Poet Farhat Abas Shah

Type bY

UJRRA_DIL 

 

Parbat Parbat Urre Phire Hai Man Panchi Be Chain,

Jane Kahan Le Jain Sanwria K Nain,?

Aao Kahin Chup Kar Rote Hain Warna Ngari Mein,

Koi Sune Na Hook Dilon Ki Koi Sune Na Bain,

Dhere Dhere Dhundla Hota Jata Hai Mehtab,

Beet Chala Hai Jeevan,

Jese Beet Chali Ho Rain,

Hum To Jese Dil Aankhon Mein Le K Phirte Hon,

Bethe Bethe Hansi,

Hansi Mein Ro Dete Hain Nain,

Bolo FARHAT Aakhir Kis Ko Daikh K Aaye Ho ?

Mudat Bad Teri Aankhon Mein Daikha Hai Sukh Chain......!

Page 13/14

 

Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai