Ujre Bagh Mein Koyal Geet Gati Nahi

 

 

 

Poet Umar Raahi

Type bY

UJRRA_DIL 

 

Ujre Bagh Mein Koyal Geet Gati Nahi,

Murjhaye Gulshan Mein Koi Titli Aati Nahi,

Chaman-E-Dil To Ek Sahra Ho Jaise,

Sukh Ki Ab To Badli Chati Nahi,

Dil Ko Ujjar Kar Jane Wale Sun,

Aankh Barsne Se Ghabrati Nahi,

Ujjaar Di Dil Ki Basti Us Ne Hanste Muskarate,

Balakte Hain Lab Hansi Honto Par Aati Nahi,

Rona Raton Ko Muqdar Hai Ab Mera Shayad,

Kanton Bhare Bister Par Neend Aati Nahi,

RAAHI Dard Hain Wo Dil Mein Keh,

Ro Bhi Lon To Aankh Ashak Bahati Nahi.........!


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai