Is Kaenat Rang Mein

Dunya-E-Sang Mein

Hum Qaid To Nahi Thay

 

 

Poet Farhat Abas Shah

Type bY

UJRRA_DIL

Is Kaenat Rang Mein

Dunya-E-Sang Mein

Hum Qaid To Nahi Thay

Mgar

Is K Ba-Wajood,

Aazadiyon Ne Lutf-E-Rihai Nahi Diya,

Chaha Bahot K Apne Hi Andar,

Kabhi Kahin

Utrein,

Utar K Khud Ko Talasein Kuch Is Tarah,

Hathon Mein Apna Khoj Ho,

Dil Mein Vsal Aag,

Peron Mein Aaghi Ki Bulndi K Raste,

Laikin Badan Se Rooh Ki,

In Manzilon K Beech,

Wo Raat Thi K Kuch Bhi Sujhai Nahi Diya,

Koi Wajood Tha Keh,

Jo Tari Tha Zaat Par,

Aankhon K Paar,

Chaand Dikhai Nahi Diya......!

Bk Aankhon K Paar Chaand

Page 23 24

 

 

No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo