Raqs Karte Howay Jis K Shano Pe Too Ne Abhi Sar Rakha Hai

 


Poetes Parveen Shakir


Type By

*.__Ayaz Khan_.*


Teri Hum Raqs

K Naam


Raqs Karte Howay Jis K Shano Pe Too Ne Abhi Sar Rakha Hai,


Kabhi Mein Bhi Us Ki Panahon Mein Thi,


Farq Ye Hai K Mein,


Raat Se Qabl Tanha Hoi,


Aur Too Subh Tak,


Is Fareb-E-Tahafuz Mein Khoi Rahe Gi........!


Book: Kushboo


Page: 113

 

 

Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai