Mizaj Hum Se Ziada Juda Na Tha Us Ka

 

Poet Ahmad Faraz 

 

Mizaj Hum Se Ziada Juda Na Tha Us Ka,

Jab Apne Tour Yehi Thay To Kia Gila Us Ka,

Wo Apne Za'am Mein Tha Bekhabar Raha Mujh Se,

UsaY Gumaan Bhi Nahi Main Nahi Raha Us Ka,

Wo Barq Rao Tha Magar Rah Gia Kahan Jane,

Ab Intazar Karein Gay Shikasta Pa Us Ka,

Chalo Ye Seil Bila Khaiz Hi Bane Apna,

Safeena Us Ka Na Khuda Us Ka,

Ye Ehl-E-Dard Bhi Kis Ki Dohai Dete Hain,

Wo Chup Bhi Ho To Zamana Hai Humnawa Us Ka,

Humain Tark-E-Ta'aluq Mein Pehl Ki,

FARAZ

Wo Chahta Tha Magar Hosla Na Tha Us Ka..............!

Page 66,67 

 

Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai