Na Ab Jawaz Na Moqa Hai Hath Milne Ka

 

Poet Ahmad Faraz 

 

Na Ab Jawaz Na Moqa Hai Hath Milne Ka,

Humain Ko Shoq Raha Rasta Badalne Ka,

Pohnch Gaye Sar-E-Manzal Ba Khoobi-E-Qismat,

Main Aap Apne Hi Pindar K Hisaar Mein Hon,

Bajuz Shikast Kahan Rasta Nikalne Ka,

Wo Sa'atein To Hawaon K Sath Ja Bhi Chukein,

Nazar Mein Ab Bhi Hai Manzar Charagh Jalne Ka,

Wo Sard Mehr Sahi Par Nigah-E-Lutf K Bad,

Faraz Dekh Samaan Barf Pigalne Ka................!

Page 50 

 

 

 

No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo