Nazar Bujhi To Karishme Bhi Roz-O-Shab K Gaye

 

Poet Ahmad Faraz 

 

Nazar Bujhi To Karishme Bhi Roz-O-Shab K Gaye,

K Ab Talak Nahi Aaye Hain Log Jab K Gaye,

Sune Ga Kon Teri Bewafaion K Gila,

Yehi Hai Rasm-E-Zamana To Hum Bhi Ab K Gaye,

Magar Kisi Ne Humain Humsafar Nahi Jana,

Ye Aur Bat K Hum Sath Sath Sab K Gaye,

Ab Aaye Ho To Yahan Kia Hai Dekhne K Liye,

Ye Shehr Se Hai Weeraan Wo Log Kab K Gaye,

Girfta Dil Thay Magar Hosla Na Haara Tha,

Girfta Dil Hain Magar Hosle Bhi Ab K Gaye,

Tum Apni Shamma-E-Tamana Ko Ro Rahe Ho,

FARAZ

In Aandhion Mein To Pyare Charagh Sab Gaye.........!

Page 39,40 

 

No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo