Phool Pe Aa Kar Bethi To Khud Urna Bhool Gai



Phool Pe Aa Kar Bethi To,

Khud Urrna Bhool Gai,


Aisi Mast Hui Wo Titli Par,

Phelna Bhool Gai,


Aisa Khila Wo Phool Sa Chahra,


Pheli Sare Ghar Mein Khushboo,


Khat Ko Chupa Kar Parhne Wali,


Raaz Chupana Bhool Gai,


Kaliyon Ne Har Bhanware Titli Se Phoocha Hai Us Ka Naam,


Bad-E-Saba Jis Phool K Ghar Se Bhool Gai,


Barson Bad Mile To Aisi Payas Bhari Thi Aankhon Mein,


Bhool Gaya Main Baat Batana,

Wo Sharmana Bhool Gai,


Sajan Ki Yadein Bhi Kin Lamhon Mein Aati Hain ?


Gori Aata Goondh Rahi Thi,

Namak Milana Bhool Gai...........!


==============

Nomiii Collection

==============

 

 

No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo