Vo Ehad, Ehad Hi Kya Jise Nibhao Bhi Hamaare Vadaa-e-Ulfat Ko Bhool Jaao Bhi

 

Poetess:Parveen Shakir

 

Vo Ehad, Ehad Hi Kya Jise Nibhao Bhi
Hamaare Vadaa-e-Ulfat Ko Bhool Jaao Bhi
Bhala Kahan Ke Hum Aise Gumaan Valey Hein
Hazaar Baar Hum Aaye Humein Bulaao Bhi
Bigar Chala Hai Bahut Rasm-e-Khud-Kushi Ka Chalan
Daraane Valo Kisi Roz Kar Dikhao Bhi
Tumhari Neend Mein Doobi Hui Aankhon Ki Qasam
Humein Ye Zid Hai K Jaago Bhi Aur Jagaao Bhi.

 

Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai