Ajnabi Aey ajnabi shaks bata Tu mera kia lagta hai


Ajnabi

Aey ajnabi shaks bata

Tu mera kia lagta hai

Tera andaz e bayan

Teri yeh shokhiyan

Mera har gham mera har dard

Mita dyty hain

Mery in zakhmon par Marham laga dyty hain

Aey ajnabi shaks bata

Yeh kaisa rishta hai

Tujh sy milny ki

Mery dill ko aas rahy

Tu mujh sy door hai laikin

Tera wujood meri

Dharkanon k pass rahy

Aey ajnabi shaks bata

Yeh kaisa jazba hai

K tum sy mohabbat hai

Olfat hai Na koi chah

Na pany ki hasrat hai

Na khoony ka gila

Na mohabbat

Na ulfat

Tu yeh jazba kaisa


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai