Ghair poochhen bhi to hum kya apna afsana kahen Ab to hum wo hain jise apne bhi begana kahen


Ghair poochhen bhi to hum kya apna afsana kahen

Ab to hum wo hain jise apne bhi begana kahen

Shab ke aakhir hote hote dono hi jab jal bujhe

Kis ko samjhen shaam e mehfil kisko parwana kahen

Aaj tanhai mein phir aankhon se tapka hai lahoo

Ji ke behlane ko aao apna afsana kahen

Ali Jawwad Zaidi


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai