Wo koi aur na tha,chnd khushk patay thay shajar se toot k,jo fasl e gul pe roae thay

 

Poet:Ahmad Nadeem Qasmi

Wo koi aur na tha,chnd khushk patay thay

shajar se toot k,jo fasl e gul pe roae thay

tumharay baad chaman par jb ik nazar dali

kali kali main,khizan k charagh jaltay thay

NADEEM,jo bhi mulaqat thi,adhoori thi

k ek chehray k peechay,hazar chehray thay


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai