Khayal e tarq e tamanna na kar sake tu bhi Udasiyon ka madawa na kar sake tu bhi


Khayal e tarq e tamanna na kar sake tu bhi
Udasiyon ka madawa na kar sake tu bhi

Khuda wo din na dikhaye tujhe k meri tarah
Meri wafa pe bharosa na kar sake tu bhi

Tujhe ye gham k meri zindgi ka kya hoga
Mujhe ye zid k madawa na kar sake tu bhi

Nasir Kazmi


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai