Us ne door rehnay ka Mashvara b likha hai Saath hi Muhabbat ka wasta b likha hai


Us ne door rehnay ka Mashvara b likha hai

Saath hi Muhabbat ka wasta b likha hai

Us ne yeh b likha hai meray ghar nahi aana

Aur saaf saaf lafzon mein raasta b likha hai

kuch haroof likhay hain zabt ki Naseehat mein

kuch haroof mein us ne haosla b likha hai

Shukriya b likha hai dil se yad karnay ka

Dil se dil ka hai kitna fasla b likha hai

Kia usay likhein Kia usay kahain

Jis ne bejaan kar k jaan b likha hy,


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai