'BARISHON' k Mousam Mein, Waqt k Andhairon Mein,


'BARISHON' k Mousam Mein,
Waqt k Andhairon Mein,
Maine us se Pocha Tha,
Chhor tu na Jao Gay,
Hath Tham kr us ne,
Kan Mein ye Bola Tha,
Kaisy Chhor skta hon,
Tm tu Jan Ho Meri,
Aur aj Aisa Ha,
Waqt ki Tamazat Mein,
Wehshaton k Mousam Mein,
Mein ne us se Pocha Ha,
Chhor kr Hi Jana Tha,
To Muskurati Galion Mein,
Aas Q Dilai Thi,
Piyas Q Jagai Thi,
Mery In Swalon Par,
Chalty Chalty wo Bola
Mousamon ki Aadat Hai
WAQT PAR BADAL JANA..!!

Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai