Faslye aise bhi honge... Ye kabhi socha na tha,


Faslye aise bhi honge...
Ye kabhi socha na tha,
samne baitha tha mere...
Aur wo mera na tha__!!
Hoke khushbu ki tarah... phaila tha mere char su,
mai use mehsoos kar sakta tha...
Chu sakta na tha__!!
Raat bhar bichali si aahat...
kanme aati rahi,
jhank kar dekha gali me,
gali me koi bhi aaya na tha___!!
Khud hi chadha rakha hai...
Par ajaniyat ke bilas,
warna kab ek dusre ko...
Pehchana na tha__!!

Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai