Ye jo reeg e dasht e firaq jai Ye ruke ager Ye ruke ager tu nishan mile


Ye jo reeg e dasht e firaq jai
Ye ruke ager
Ye ruke ager tu nishan mile
K jo Faslo ki saleeb jai
Wo garhi hue hai kahan kahan
Meere aasma se kidher gai tere iltefat ki kahkashan
Ye ruke ager tu nisha mile main tha kis nager
Tu raha kahan
K zama o maka ki ye wusaatein
Tujhe dekhne ko.taras gai
Wo mere naseeb ki barishein
Kisi aur chat pe.baras gai

Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai