Tou Garebaan Pakad Kar Kehty Iss Tarah Rehty Hain Bechain Dilon Ke Andar


˝ درَد اگــر آدمی ھوتا˝ 
تو گــریبان پکـڑ کـــر__کہتے
اس طــــرح رہتے ہیــں
بـــے چیـــن دلُـوں کے اندر __؟؟
اس طـــرح کـــرتے ہیں بھلا
کســی مجبور کـــے ساتھ __؟؟
دل میـــں رھنا ہـــے تو
پھــر چیـــن سے رھنا سیکھـــو
ھم تمہیــــں سہتے ہیــں
کچھ تم بھـی تو سہنا سیکھ

"Dard Agar Aadmi Hota"


Tou Garebaan Pakad Kar Kehty

Iss Tarah Rehty Hain

Bechain Dilon Ke Andar??

Iss Tarah Karty Hain Bhala

Kisi Majboor Ke Saath??

Dil Mein Rehna Hai Tou

Phir Chain Se Rehna Seekho

Hum Tumhein Sehty Hain

Kuch Tum Bhi Tou Sehna Seekho


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai