Ye aankh jb zraa nm ho aur barish ka mosam ho


Ye aankh jb zraa nm ho
aur barish ka mosam ho
mujhay lahaq tera ghm ho
aur baarish ka mosam ho
uddasi jm si jaati ha
kisi barf ki manind
khayalon main agar tum ho
AUR BAARISH KA MOSAM HO


Comments