Latest Post
Loading...

Ahista chal zindagi, abi kai karz chukana baki hei


Ahista chal zindagi, abi kai karz chukana baki hei
Kuch dard mitana baaki hai, kuch farz nibhana baaki hai
Raftaar mein buried chalne is kuchh rooth kuch chuth gaye
Roothon ko manana baaki hai, roton ko hasana baaki hai
Kuch hasratein abhi adhuri hain, kuch kaam bhi aur zaroori hain
Khwahishen jo ghut gai is dil mein, unhe dafnana baki hai
Kuch rishte ban kar toot gaye, kuch judy-judy chut gaye
UN tootte-chhutte zakhmon ko mitana rishton ko baaki hai
Tu age chal main aata hon, kya chod tujhe ji paunga?
In par saanson haqq you jinka, unko samjhaana baaki hai
Aahista chal zindagi, abi kai karz chukana baki hai


0 comments:

Post a Comment

 
Toggle Footer