Hamara Dosh Hai Mana Tumhein Apna Jo Hai Jana


ہمارا دوش ہے مانا
تمہیں اپنا جو ہے جانا
تمہارے بن یہ جیون مرگ جیسا ہے
ہمیں جنّت کا ہر گوشہ بھی گویا نرک جیسا ہے
حقیقت میں اگر سوچو
محبّت میں انا کا کام ہی کیا ہے
چلو اب مان بھی جاؤ
کہ تم کو ہم مناتے ہیں
ہمیں تم سے محبّت ہے

فاخرہ بتول


Hamara Dosh Hai Mana

Tumhein Apna Jo Hai Jana

Tumhare Bin Ye Jeevan Marg Jaisa Hai

Humein Jannat Ka Har Gosha Bhi Goya Nark Jaisa Hai

Haqeeqat Mein Agar Socho

Muhabbat Mein Ana Ka Kaam Hi Kia Hai

Chalo Ab Maan Bhi Jao

Keh Tum Ko Hum Manaty Hain

Hamein Tum Se Muhabbat Hai

Fakhra Batool


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai