Shab-e-Gham Ki Darazi Zulf-e-Janaan Kon Dekhe Ga Laga Kar Tum Se Dil Khuwab-e-Pareshan Kon Dekhe Ga


شب غم کی درازی زلف جاناں کون دیکھے گا
لگا کر تم سے دل خواب پریشاں کون دیکھے گا
ہمیں بھی جلوہ گاہے ناز تک تم لے چلو موسی
تمہیں غش آ گیا تو حسن جاناں کون دیکھے گا
پڑے ہیں تو پڑے رہنے دو میرے خون کے دھبے
تمہیں دیکھیں گے سب محشر میں دامن کون دیکھے گا
 جگر مراد آبادی

Shab-e-Gham Ki Darazi Zulf-e-Janaan Kon Dekhe Ga
Laga Kar Tum Se Dil Khuwab-e-Pareshan Kon Dekhe Ga
Humain Bhi Jalwagah-e-Naaz Tak Tum Le Chalo Moosa
Tumhein Aash Aa Gaya Tou Husn-e-Janaan Kon Dekhe Ga
Pade Hain Tou Pade Rehne Do Mere Khoon Ke Dhabay
Tumhain Dekhengy Sab Mahshar Mein Daman Kon Dekhe Ga
Jigar Muradabadi
 

Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai