Aankhein Neechi Hoin To Haya Ban Gaein,Aankhein Onchi Hoin To Dua Ban Gaein




آنکھیں نیچی ہوئیں
تو حیا بن گئیں
آنکھیں اونچی ہوئیں
تو دعا بن گئیں
آنکھیں اٹھ کرجھکیں
تو ادا بن گئیں
آنکھیں جھک کر اٹھیں
تو قدح بن گئیں
حسن جاناں کی تعریف ممکن نہیں
آفریں۔۔۔۔۔ آفریں۔۔۔۔۔ آفریں۔۔۔۔ آفریں

Aankhein Neechi Hoin
 To Haya Ban Gaein,
Aankhein Onchi Hoin
To Dua Ban Gaein
Aankhein Uth Kar Jhukein
To Ada Ban Gaein
Aankhein Jhuk Kar Uthein
To Qazah Ban Gaein
Husn-e-Janaan Ki Ta'areef Mumkin Nahi
Aafreen.....Aafreen.....Aafreen.....Aafreen


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo