Hijar ka taara doob chala hai dhalne lagi hai raat 'Wasi' Qatra qatra baras rahi hai askhkon ki barsaat 'Wasi'


No automatic alt text available.

Hijar ka taara doob chala hai dhalne lagi hai raat 'Wasi'
Qatra qatra baras rahi hai askhkon ki barsaat 'Wasi'
Tere baad ye dunya wale mujh ko pagal kar dain ge
Khushbu ke dais me mujh ko le chal apne saath 'Wasi'
Yunhi chup ki muhar laga kar kab tak gum sum betho ge?
Khamoshi se dam ghutta hai chairo koi baat 'Wasi'
Chor 'Wasi' ab us ki yaadain, tujh ko pagal kar dain gi
Tu qatra hai wo darya hai, dekh apni Aoqaat 'Wasi'
 

Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai