Main Hun Mushtaq-e-jafa,mujh Pa Jafa Aur Sahi Tum Ho Bedad Sa Khush,is Sa Siwa Aur Sahi


Main Hun Mushtaq-e-jafa,mujh Pa Jafa Aur Sahi
Tum Ho Bedad Sa Khush,is Sa Siwa Aur Sahi

Ghair Ki Marg Ka Gham Kis Liya Aa Gharat-e-mah
Hain Hawas Paisha Bohat,woh Na Hua Aur Sahi

Tum Ho But,phir Tumhain Pindar-e-khudai Kun Hai
Tum Khuda Wand Hi Kahlao,khuda Aur Sahi

Taray Kuchay Ka Hai Mayal,dil-e-muztar Maira
Kaba Ik Aur Sahi,qiblanuma Aur Sahi

Mujh Sa Ghalib Ya Aalai Na Ghazal Likhwai
Aik Bedad Gar-e-ranjsaza Aur Sahi

Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Wo mujh ko dastiyaab bari dair tak raha Main uska intkhaab bari dair tak raha

Kisi Bashar Mein Hazar Khami Agar Jo Dekho Tou Chup Hi Rehna