Tumhaari Be-Rukhi Ek Din Hamaari Jaan Le Le Gi Qasam Tum Ko Zara Socho Keh Dastur-E-Vafaa Kya Hai


Tumhaari Be-Rukhi Ek Din Hamaari Jaan Le Le Gi
Qasam Tum Ko Zara Socho Keh Dastur-E-Vafaa Kya Hai

Na Jaane Kis Liye Dunya Ki Nazrein Phir Gayi'n Hum Se
Tumhein Dekha, Tumhein Chaaha, Qasur Iss Ke Siva Kya Hai

‎تمہاری بے رخی اک دن ہماری جان لے لے گی
‎قسم تم کو ذرا سوچو کہ دستورِ وفا کیا ہے

‎نجانے کس لیے دنیا کی نظریں پھر گئی ہم سے
‎تمہیں دیکھا، تمہیں چاہا، قصور اس کے سوا کیا ہے

Poet: Behzad Lakhnavi

Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai