Huye Bechain Pehli Baar Humne Raaz Ye Jaana Mohabbat Mein Koi Aashiq Kyon Ban Jata Hai Deewana



Huye Bechain Pehli Baar
Humne Raaz Ye Jaana
Mohabbat Mein Koi Aashiq
Kyon Ban Jata Hai Deewana
Huye Bechain Pehli Baar
Humne Raaz Ye Jaana
Mohabbat Mein Koi Aashiq
Kyon Ban Jata Hai Deewana

Agar Iqrar Ho Jaye
Kisi Se Pyaar Ho Jaye
Agar Iqrar Ho Jaye
Kisi Se Pyaar Ho Jaye
Bada Mushkil Hota Hai Dil Ko Samjhana
Huye Bechain Pehli Baar
Humne Raaz Ye Jaana
Mohabbat Mein Koi Aashiq
Kyon Ban Jata Hai Deewana

Tasabbur Ke Haseen Lamhe Tera Ehsaas Karte Hain
Tera Jab Zikra Aata Hai To Milne Ko Tadapte Hain
Humara Haal Na Puchho Ki Duniya Bhool Baithe Hain
Chale Aao Tumhare Bin Na Marte Hain Na Jeete Hain
Suno Achcha Nahi Hota Kisi Ko Aise Tadpana
Mohabbat Mein Koi Aashiq Kyun Ban Jata Hai Deewana
Agar Ye Pyaar Ho Jaye Kisi Pe Dil Jo Aa Jaye
Agar Ye Pyaar Ho Jaye Kisi Pe Dil Jo Aa Jaye
Bada Mushkil Hota Hai Dil Ko Samjhana
Huye Bechain Pehli Baar
Humne Raaz Ye Jaana

Tu Hi Hai Tu Hai

Tu Hi Hai
Phalak Se Poochh Lo Chahe
Gawah Ye Chhand Taarein Hain
Na Samjho Ajnabee Sadiyon Se
Hum To Bas Tumhare Hain
Mohabbat Se Nahi Waaqif
Bahot Anjaan Lagti Ho
Hume Milna Jaroori Hai
Haqeeqat Na Samajhti Ho
Koi Kaise Samajh Paye
Kisi Ke Dil Ka Afsana
Mohabbat Mein Koi Aashiq
Kyon Ban Jata Hai Deewana
Agar Iqrar Ho Jaye
Kisi Se Pyaar Ho Jaye
Agar Iqrar Ho Jaye
Kisi Se Pyaar Ho Jaye
Bada Mushkil Hota Hai Dil Ko Samjhana
Huye Bechain Pehli Baar
Humne Raaz Ye Jaana
Mohabbat Mein Koi Aashiq
Kyon Ban Jata Hai Deewana

Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai