Gulzaar-e-hast-o-bood na begaana-waar dekh hai dekhne ki cheez ise baar baar dekh


Image may contain: tree, text, outdoor and nature


گلزارِ ہست و بود نا بیگانہ وار دیکھ
ہے دیکھنے کی چیز اسیے بار بار دیکھ

آیا ہے تو جہان میں مثلِ شرار دیکھ
دم لے نا جائے ہستیِ نا پائیدار دیکھ

مانا کہ تیری دید کے قابل نہیں ہوں میں
تو میرا شوق دیکھ، میرا انتظار دیکھ

کھولی ہیں زوقِ دید نے آنکھیں تیری اگر
ہر رہگزر میں نقشِ کفِ پائے یار دیکھ

Gulzaar-e-hast-o-bood na begaana-waar dekh
hai dekhne ki cheez ise baar baar dekh

aaya hai too jahaan mai misl-e-sharaar dekh
dam le na jaaye hasti-e-naa-paaedaar dekh

maana ke teri deed ke qaabil nahi hoon' mai
too mera shoq dekh, mera intazaar dekh

kholi hain' zoq-e-deed ne aankhain' teri agar
her rehguzar mai naqsh-e-kaf-e-paa-e-yaar dekh

No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo