Agar'cheh waqat marhum hai Magar kuch waqat lagta hai



Agar'cheh waqat marhum hai
Magar kuch waqat lagta hai
Kesi ko bhol jane mein
Dobarah dil basane mein
Abhi kuch waqat lagna hai
Abhi wo dard baqi hai
Main kis tarhan naai ulfat mein
Apni zaat gum kardon
Keh mere jism-o-wajdan mein
Abhi wo fard baqi hai
Abhi os shakhes ki
Mujh pe negah-e-sard baqi hai
Abhi tu aaeshq k raston ki
Mujh pe gard baqi hai
Abhi wo dard baqi hai

Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai