Chand Bacho Ko Pala Tha Aik Maa Ne Jatan Se Mamta Ka Sila Phir Bhi Zaifi Me Na Paai



چند بچوں کو پالا تھا ایک ماں نے جتن سے
ممتا کا صلہ پھر بھی ضعیفی میں نہ پائی
ہر چیز تو تقسیم ہوئی باپ کے مرتے
اک ماں تھی جو حصے میں کسی کے نا آئی

Chand Bacho Ko Pala Tha Aik Maa Ne Jatan Se
Mamta Ka Sila Phir Bhi Zaifi Me Na Paai
Har Cheez Tou Taqseem Hoi Baap Ke Marte
Ik Maa Thi Jo Hissy Me Kisi Ke Na Aai

No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo