Dil e muztarib mujh se poochta hae



I had seen Parveen Shakir sahiba's few verses and they promoted me to write this poem
Dil e muztarib mujh se poochta hae,
My Latest 27.9.17
Dil e muztarib mujh se poochta hae,
Tumhein kis ka intezaar hae,
Samandar ke kinarey, her aney janey waley ko,
Dekhta rehta hae, talash kerta rehta hae uss ko,
Raat dhal jatey hae magar tum dekhtey rehtey ho,
Mein, kabhi iss teraf kabhi uss teraf dekhta hoon,
Sirf ik waseh samandar, nazar aata hae,
Samandar ka shor mein awazein bhi,
Madham ho jatey hein, Shaid, wo awaz bhi,
Madham ho gae ho, or mujhey sunae nahi detey,
Mujhey uss waqt ka, shaid wo abhi bhi ajae,
Phir Chand ke chandni ko dekhta hun mein,
Kehta hun, ae chand terey chandni, dunya mein,
Nazar tu ajatey hae,
Merey tu nazar bhi nahi aatey,
Shaid wo kisi aur dunya mein,
Nazar aatey ho, mujhey keun,
Nazar nahi aati,
Sochta rehta hun……………
Farquleet Mahmood

No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo