Ghar aangan mehkati hain Khushbo chun chun lati hain



Ghar aangan mehkati hain
Khushbo chun chun lati hain
Apne ghar ki chirrya hain ye
Door desh tak jaati hain
Sab bate batlati hain par dukh to chupa hi jati hain
Hansti hain muskati hain par dukh to chupa hi jati hain
Apne ghar ki chirriya hain ye door desh tak jati hain
Ghar me ronaq ghar me barkat aati hain jiske tufail
Haye kese hote hain samjhe na taqdeer ke khel
Apne ghar ki chirriya hain ye door dekh tak jati hain

Nishat Mubeen

Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai