Meri Dastan Mujhe Hi Mera Dil Suna Ke Roye Kabhi Ro Ke Muskuraye Kabhi Muskura Ke Roye



Meri Dastan Mujhe Hi Mera Dil Suna Ke Roye
Kabhi Ro Ke Muskuraye Kabhi Muskura Ke Roye

Mile Gham Se Apne Fursat Tou Main Haal  Poochhon Unka
Shab-e-Gham Se Koi Keh De Kahein Aur Ja Ke Roye

Hamen Wasta Tadap Se Hamen Kaam Aansooun Se
Tujhe Yaad Kar Ke Roye Ya Tujhe Bhula Ke Roye

Wo Jo Aazma Rahe Thy Meri Be-Qararion Ko
Mere Saath Saath Wo Bhi Mujhe Azma Ke Roye

Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai