Dhoondne wala sitaaro’n ki guzar-Gaaho’n ka Apne afkaar ki dunya mai safar kar na saka

Dhoondne wala sitaaro’n ki guzar-Gaaho’n ka
Apne afkaar ki dunya mai safar kar na saka
Apne afkaar ki dunya mai safar kar na saka
Apni hikmat ke kham-o-paich mai uljha aisa
Aaj tak faisla-e-naf’a-o-zarar kar na saka
Aaj tak faisla-e-naf’a-o-zarar kar na saka
Jis ne sooraj ki shuaao’n ko gireftaar kiya
Zindagi ki shab-e-tareek sahar kar na saka
Zindagi ki shab-e-tareek sahar kar na saka
Comments
Post a Comment