Ojhal sahi nigah se dooba nahi hon main Ae Raat khabardar k Haara nahi hon main

Ojhal sahi nigah se dooba nahi hon main
Ae Raat khabardar k Haara nahi hon main
Darpesh Subh o Sham yehi kashmakash hai ab
Us ka banon main kese k apna nahi hon main
Mujh ko Farishta honay ka daawa nahi magar
Jitna bura samjhtay ho utna nahi hon main
Mumkin nahi hai mujh se ye Tarz e Munaafiqat
Dunya tere mizaaj ka banda nahi hon main

Comments
Post a Comment