Chand jab be-zuban ho Muntzir nazar mein muskuraye koi



Chand jab be-zuban ho
Muntzir nazar mein muskuraye koi
Main ek harf bhi na kaho
Ba-dastoor Laut aaye koi
Justjoo ko kar ke dil se Qubool
Un-kahe aash'aar jaan jaye koi
Sifar se janmi hui azmat ko
Sifar mein mil ke
Sifar sa hi nibhaye koi
Jyoti
Muntzir=awaiting
Justjoo=longing
Azmat=greatness

Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai