Tum Bin Meri Zaat Adhori Jaise Koi Baat Adhori



ﺗﻢ ﺑﻦ ﻣﯿﺮﯼ ﺫﺍﺕ ﺍﺩﮬﻮﺭﯼ
ﺟﯿﺴﮯ ﮐﻮﺋﯽ ﺑﺎﺕ ﺍﺩﮬﻮﺭﯼ
ﮬﺠﺮ ﮐﮯ ﺳﺎﺭﮮ ﺩﻥ ﮨﯿﮟ
ﭘﻮﺭﮮ
ﻟﯿﮑﻦ ﮬﮯ ﮨﺮ ﺭﺍﺕ ﺍﺩﮬﻮﺭﯼ
ﻟﻔﻈﻮﮞ ﮐﯽ ﮔﮩﺮﺍﺋﯽ ﻣﯿﮟ
ﺟﮭﺎﻧﮑﻮ
ﺳﻤﺠﮭﻮ ﻧﮧ ﮨﺮ ﺑﺎﺕ ﺍﺩﮬﻮﺭﯼ
ﻧﻢ ﺁﻧﮑﮭﯿﮟ ﺍﻭﺭ ﺳُﻮﮐﮭﯽ
ﭘﻠﮑﯿﮟ
ﮬﻮﺗﯽ ﮬﮯ ﺑﺮﺳﺎﺕ ﺍﺩﮬﻮﺭﯼ
ﻣﺠﮫ ﺳﮯ ﻣﺠﮫ ﮐﻮ ﭼﮭﯿﻦ
ﮔﺌﮯ ﺗﻢ
ﺭﮦ ﮔﺌﯽ ﻣﯿﺮﯼ ﺫﺍﺕ
ﺍﺩﮬﻮﺭﯼ

Tum Bin Meri Zaat Adhori
Jaise Koi Baat Adhori
Hijar Ke Saare Din Hain 
Pore
Lekin Hai Har Raat Adhori
Lafzon Ki Gehrayi Mein 
Jhanko
Samjho Na Har Baat  Adhori
Nam Aankhein Aur Sookhi 
Palken
Hoti Hai Barsaat Adhori
Mujh Se Mujh Ko Cheen 
Gaye Tum
Reh Gayi Meri Zaat 
Adhori

Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai