Ab shahar ki khaamoshi viraane se milti hai Awaaz lagaayee to bolaa hii nahiin koee



Ab shahar ki khaamoshi viraane se milti hai
Awaaz lagaayee to bolaa hii nahiin koee
Hone se kii jin ke thaa basti ka bharam qaaeym
Atraaf ke shahron mein sahra hii nahiin koee
Thak.haar ke aa baithe uss pedh.talle aakhir
Jiss pedh.talle
FARRUKH sayaa hii nahiin koee
Farrukh Jafari

Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai