Uss Naal Yaari Kadi Na Karein Jis Nu Apne Te Ghuroor Howe



Uss Naal Yaari Kadi Na Karein
Jis Nu Apne Te Ghuroor Howe
Maa Baap Nu Bura Kadi Na Kawen
Chahe Laakh Una Da Qusoor Howe
Raah Chalde Nu Dil Na Dewen
Chahe Laakh Chehre Te Noor Howe
O Bhuliya Dosti Sirf Uthey Kareen
Jethay Dosti Nibhaon Da Dastoor Howe
Bhulay Shah

Uss Se Dosti Kabhi Nah Karna,
Jiss Ko Apney Peh Gharoor Ho.
Maan Baap Ko Kabhi Bura Nah Kehna,
Chaahey Lakh,Woh Qasoorwaar Ho,n.
Rastah Chaltey Ko DILL Nah Deina,
Chahey Kitna Hi Uss Ke Chehrey Peh Noor Ho.
Oh,Bhuliya ! Dosti Hameisha Uss Se Karna
Jo Dosti Nibhaney Ka Saleeqa Janta Ho

Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai