Aag ke darmiyan se nikla Main bhi kis imtihaan se nikla



آگ کے درمیان سے نکلا
میں بھی کس امتحان سے نکلا
**
پھر ہوا سے سلگ اٹھے پتے
پھر دھواں گلستان سے نکل
****
شکیب جلالی

Aag ke darmiyan se nikla
Main bhi kis imtihaan se nikla

**
Phir hawa se sulag uthay patay
Phir dhuwan gulistan se nikla

****
Shakeb jalali

No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo